Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chal chal chal mere saathi o mere haathi chal le chal khataara keench ke chal yaar dhakka maar band hai motor caar chal yaar dhakka maar chal chal chal mere saathi o mere haathi chal le chal khataara keench ke chal yaar dhakka maar band hai motor caar chal yaar dhakka maar chal chal chal mere saathi heyyyy hey hey hoooo oooo ho ho phoolon si naazuk hai wo motor mein baithi hai jo phoolon si naazuk hai wo motor mein baithi hai jo aahistaa aahistaa chal usko naa taklif ho haaye haaye khaa naa jaaye haaye haaye khaa naa jaaye uski naazuk kamariyaa bal chal chal chal chal mere saathi o mere haathi chal le chal khataara keench ke chal yaar dhakka maar band hai motor caar chal yaar dhakka maar chal chal chal mere saathi khidmat teri kaam de shaayad wo inaam de khidmat teri kaam de shaayad wo inaam de kar uss haseen ko salaam aankhon se paigaam de paas aa jaa ho sun raaja paas aa jaa ho sun raaja aisa muka na jaaye nikal chal chal chal chal mere saathi o mere haathi chal
chal chal re kathmandu milenge wahaan shambhu leke raam naam leke leke raam naam chal chal re kathmandu milenge waha shambhu humne bahut pee sharaab karli zindagi kharaab humne bahut pee sharaab hey karli zindagi kharaab ho yeh to ho chuki hai aam yaaro tod do saare jaam ab leke raam naam chal chal re kathmandu milenge wahaan shambhu leke raam naam leke leke raam naam chal chal chal re kathmandu milenge wahaan shambhu are shambhu ke mureed tujhe aa na jaaye neend ho are shambhu ke mureed ho tujhe aa na jaaye neend ho jahaan pashupati ka dhaam wahaan chalke kar pranaam tale mushkilein tamaam chal chal re kathmandu milenge wahaan shambhu leke raam naam leke leke raam naam chal chal chal re kathmandu milenge wahaan shambhu are koi bewafa dost ban ke de dega ho are koi bewafa ho dost ban ke de dega ho tere dard ka ilaaj kahin jake hoga aaj hoja shambhu ka gulaam chal chal re kathmandu milenge wahaan shambhu leke raam naam leke leke raam naam chal chal chal re kathmandu
chal chal re musaafir chal tu us duniya mein chal chal chal re musaafir chal tu us duniya mein chal jahan dil ka ek ishaara ho aur duniya jaaye badal chal chal re musaafir chal tu us duniya mein chal masti bhari hawaayen jis gali se jaaye phool khilaayen yeh madhosh nigaahen jis pe tik jaayen apna banaayen yeh madhosh nigaahen jahan pyaar ka rasta koi na roke koi na kahe sambhal chal chal re musaafir chal tu us duniya mein chal roop ki pyaasi aankhen dil mein armaan sau tufaan aakhir kabhi toh hogi tumse pehchaan o anjaan aakhir kabhi toh hogi kabhi toh rimjhim barsenge yeh rang bhare baadal chal chal re musaafir chal tu us duniya mein chal yahaan ki reet niraali jo mausam jaaye jaa ke na aaye dam bhar ki ujiyaali jab din dhal jaaye dil ghabraaye dam bhar ki ujiyaali jahan ujade naa singaar kisi kaa phaile naa kaajal chal chal re musaafir chal tu us duniya mein chal
chal chal re naujawaan chal chal re naujawaan jeena tera kaam nahin marna teri shaan chal chal re naujawaan parbat pe chadhe jaa bin maut mare jaa jaayegi teri jaan magar hoga teraa naam chal chal re naujawaan chal chal re naujawaan kaise jaaun aage saasuji kaise jaaun aage uncha pahaad niche gehri gehri khayi dar laage kaise jaaun aage saasuji kaise jaaun aage jo waada kiya woh nibhaana padega sar phoot jaaye chaahe taang toot jaaye tujhko jaana padega jo waada kiya woh nibhaana padega nibhaana padega tu apni mummy ke kehne mein aakar kyun khil khilaati hai mujhko sata kar ek din tu hogi udaas dekhegi jab meri laash ho kar ke ladke kyun karta bahaane rag rag teri koi jaane na jaane lekin main hoon teri saas jaanun tu hai badmaash zindagi bhar nahin chhodunga teri beti ka haath chhod de gar tu mother in law yeh pahaad ki baat chhod de gar tu mother in law yeh pahaad ki baat ab der na kar mere laalaa teri raah take hai himaala ab der na kar mere laalaa teri raah
girna nahin hai gir ke sambhalna hai zindagi girna nahin hai gir ke sambhalna hai zindagi girna nahin hai gir ke sambhalna hai zindagi rukne ka naam maut hai rukne ka naam maut hai chalna hai zindagi girna nahin hai gir ke sambhalna hai zindagi tere sang bhagwaan hai tera insaanon se kya darna himmat ki patwaar hai teri tufaanon se kya darna tufaan ki moujon pe tufaan ki moujon pe machalna hai zindagi girna nahin hai gir ke sambhalna hai zindagi juda hua tere jeewan se auron ka bhi jeewan hai khud ko mita de kya hak tujhko tu saare jag ka dhan hai bigdi huyi kismat ko bigdi huyi kismat ko badalna hai zindagi rukne ka naam maut hai rukne ka naam maut hai chalna hai zindagi girna nahin hai gir ke sambhalna hai zindagi hoo oooo oooo ooooo hooo oooo hooo oooo ooooo
hoooo oooooo ooooo hoooo oooooo hoooo ooooo oooo oooo oooo ooooooo chal chalen aye dil karen chal kar kisi ka intezaar intezaar jheel ke uss paar chal chalen aye dil karen chal kar kisi ka intezaar intezaar jheel ke uss paar shaayad koi pardesi aa jaaye soone des mein mil jaaye bhagwaan mujhko aadmi ke bhes mein shaayad koi pardesi aa jaaye soone des mein mil jaaye bhagwaan mujhko aadmi ke bhes mein kya ho jaaye kya hai aitbaar jheel ke uss paar chal chalen aye dil karen chal kar kisi ka intezaar intezaar jheel ke uss paar jo iss paar nahin koi kya jaane wo uss paar ho parbat ke pichhe ik sundar sapnon ka sansaar ho hoooo ooooo oooo ooo ooo oo oo jo iss paar nahin koi kya jaane wo uss paar ho parbat ke pichhe ik sundar sapnon ka sansaar ho aayi ho bahaaron pe bahaar jheel ke uss paar chal chalen aye dil karen chal kar kisi ka intezaar intezaar jheel ke uss paar chal chalen aye dil karen chal kar kisi ka intezaar intezaar jheel ke uss paar chalen
chal chal chal chal chal chal chal chal chal chal chal chal chal chameli chameli baagh mein mewa khilaaunga chal chameli baagh mein mewa khilaaunga chal chameli baagh mein mewa khilaaunga mewe ki tahni toot gayi to chaadar bichhaunga chaadar ka pallu phat gaya to darji bulwaaunga darji ki sui toot gayi to ghoda dodaaunga ghode ki taang toot gayi to to to to to to to tum ko uthaaunga dil mein bithaaunga chal chameli chameli baagh mein mewa khilaaunga chal chameli bagh mein mewa khilaaunga itna sab kuchh kar ke phir dil mein bithaaoge itna sab kuchh kar ke phir dil mein bithaaoge pehle se hi dil mein bitha lo tum thak jaaoge tum thak jaaoge tum thak jaaoge chal chameli chameli baagh mein jhoola jhoolaungi chal chameli baagh mein jhoola jhoolaungi jhoole ki rassi toot gayi to aanchal bichhaungi aanchal ka pallu phat gaya to sil kar dikhaungi sui jo mujhko chubh gayi hans kar manaaungi hans kar jo tum na maane to ro kar dikhaaungi tumko manaaungi tum maan jaaoge main
main tujhe pyaar karunga to teri yaad aayegi teri yaad aayegi to hum tum milenge hum tum milenge to dono kisi ko nazar nahin aayein chal dariyaa mein doob jaayein chal dariyaa mein doob jaayein dono kisi ko nazar nahin aayein chal dariyaa mein doob jaayein chal dariyaa mein doob jaayein dono kisi ko nazar nahin aayein chal dariyaa mein doob jaayein chal dariyaa mein doob jaayein toone lagaaya aankh mein kajraa kyun nahin baandha baalon mein gajraa toone lagaaya aankh mein kajraa kyun nahin baandha baalon mein gajraa teri zulf udegi to ghataa chhaa jaayegi ghataa chhaa jaayegi to paani barsega teri zulf udegi to ghataa chhaa jaayegi ghataa chhaa jaayegi to paani barsega paani barsega to mann tarsega mann tarsega to to to muft mein mann ko kyun tarsaayein chal dariyaa mein doob jaayein chal dariyaa mein doob jaayein dono kisi ko nazar nahin aayein chal dariyaa mein doob jaayein chal dariyaa mein doob jaayein baaki abhi hain kitni hi batiyaan beith gaye kyun pher ke
chal diya carvaan loot gaye hum yahaan tum wahaan chal diya carvaan loot gaye hum yahaan tum wahaan gir padi bijliyaan jal gaya aashiyaan uth raha hai dhuwaan chal diya carvaan o jaane waale thehar zaraaaaa fariyaad humari suntaa jaa daaman pe likhi hai ashqon ne rudaad humaari suntaa jaa jee sakenge naa hum tujhse ho kar judaa jaa meri zindagi tera haafiz khuda tera mehnil chalaa haath se dil chala reh gayi daastaan chal diya carvaan loot gaye hum yahaan tum wahaan chal diya carvaan
chal diya dil mera tod ke yun akela mujhe chhod ke yaad rakhna magar bewafa tujhko bhulega na dil mera poochhti hai tamanna meri kyun basaayi thi duniyaa meri kyun banaya tha wo aashiyaan aaj uthta hai jiss se dhuaan dil na samjhe ye teri adaa dil na samjhe ye teri adaa yaad rakhna magar bewafa tujhko bhulega na dil mera sochta hai ye dil kya hua raat par din ka dhokha hua phool le kar ye kaante jeeye kyun sitamgar sitam ye kiye chaahe mujhko tu jitna bhula chaahe mujhko tu jitna bhula yaad rakhna magar bewafa tujhko bhulega na dil mera chal diya dil mera tod ke yun akela mujhe chhod ke yaad rakhna magar bewafa tujhko bhulega na dil mera chal diya dil mera tod ke tod ke
chal diye banda nawaaz chhed kar mere dil ka saaz chal diye banda nawaaz chhed kar mere dil ka saaz hum taraste hi rahe jalwe baraste hi rahe suniye mister chaal baaz baniye na bade teer andaaz suniye mister chaal baaz baniye na bade teer andaaz aur koi ghar dekhiye dil ko yahaan mat phenkiye suniye mister chaal baaz baniye na bade teer andaaz hai mujh mein tu ban ke dard e jigar dil mein khatakti hai teri nazar hai mujh mein tu ban ke dard e jigar dil mein khatakti hai teri nazar bas bas tumhen be sune aise na kar dala ulfat ka khana kharab bas bas tumhen be sune aise na kar dala ulfat ka khana kharab maan ja ae sang dil dil se mila le mera dil suniye mister chaal baaz baniye na bade teer andaaz suniye mister chaal baaz baniye na bade teer andaaz aur koi ghar dekhiye dil ko yahaan mat phenkiye suniye mister chaal baaz baniye na bade teer andaaz daaman se khicho zara haath ko samjho zara apni aukaat ko daaman se khicho zara haath ko samjho zara apni aukaat ko
chal diye de ke ghum ye naa socha ke hum iss jahaan mein akele kidhar jaayenge aisi manzil pe chhoda hai tumne humen ab sahaara naa doge to marr jaayenge bijliyon ka naa dar tha naa aandhi ka ghum kho gaye the muhabbat ki duniyaan mein hum kya khabar thi ke loot jaayega aashiaan kya khabar thi ke tinke bikhar jayenge chal diye de ke ghum ye naa socha ke hum iss jahaan mein akele kidhar jaayenge yaad kar ke tumhen royenge umr bhar chain aayega dil ko naa shaam o sehar zindagi mein rahegi tumhari kami din guzarne ko yun bhi guzar jaayenge chal diye de ke ghum ye naa socha ke hum iss jahaan mein akele kidhar jaayenge aisi manzil pe chhoda hai tumne humen ab sahaara naa doge to marr jaayenge
maine unse kal kaha jab tumse hua mujhe pyaar wo bole chal jhoothi maine unse kal kaha jab tumse hua mujhe pyaar wo bole chal jhoothi aankhon se to haan kehti hai honthon pe inkaar teri to chal jhoothi are chori meri pakdi gayi to main bhi ro di jhooti mooti maine unse kal kaha jab tumse hua mujhe pyaar wo bole chal jhoothi chori meri pakdi gayi to main bhi ro di jhooti mooti dil ne jo chhupaaya aankhon ne batayaa bas pyaar hi jaane iss pyaar ki maaya dil ne jo chhupaaya aankhon ne batayaa bas pyaar hi jaane iss pyaar ki maaya tumse mili nighaahen main sharmaa gayi kuchh kehte kehte ruki ghabraa gayi oooooooo chori meri pakdi gayi hai ek nahin sau baar teri to chal jhoothi maine unse kal kaha jab tumse hua mujhe pyaar wo bole chal jhoothi heyyyyyyyy la ra lara la ra lara la ra lara la lala lara la lala lara la lala lara la lara lara lala lara la lala lara la lala lara la lara lara kuchh tumne socha kuchh maine socha lo jo tumne socha wohi maine socha kuchh tumne
hmm hmmm hmmm ho ho ho ho hmm hmm hmm hmm hmm kya mausam hai aaaaaa aa haa haa haa aye deewane dil chal kahin door nikal jaayen aaaaaa aa aa aa chal kahin door nikal jaayen koi humdum hai aaaaaa aa aa aa chaahat ke kaabil to kisliye hum sambhal jaayen aaaaaa aa aa aa chal kahin door nikal jaayen jhoom ke jab jab kabhi do dil gaate hain chaar kadam chalte hain phir kho jaate hain hey hey hey hey hey aisa hai to kho jaane do mujhko bhi aaj yeh kya kam hai aaaaaa aa haa haa haa do pal ko raahi mil jaaye bahel jaaye aaaaaa aa aa aa chal kahin door nikal jaayen yeh mastiyaan yeh bahaar dil ho chala beqraar main girta hoon mujhe tham lo bheege labon se mera naam lo duniya ko ab do nazar kyun aaye hum itne karib aao ke ik ho jaayen hum ke ik ho jaayen hum ke ik ho jaayen hum ke ik ho jaayen hmm hmm hmm hmm hmm khoye se hum khoyi si manzil achha hai sambhal jaayen chal kahin door nikal jaayen ho ho ho ho ho achha hai sambhal jaayen chal kahin door nikal jaayen ho ho ho ho
chal mere bhai chal mere bhai tere haath jodta hoon haath jodta hoon tere paaon padta hoon chal mere bhai chal mere bhai tere haath jodta hoon haath jodta hoon tere paaon padta hoon chal mere bhai chand huaa awara subah ka nikla tara chal mere bhai chal mere bhai tere haath jodta hoon haath jodta hoon tere paaon padta hoon chal mere bhai toone nahin pee haan maine pee hai toone nahin pee haan maine pee hai jisne bhi pee ye aadat buri hai bahut ho chuki duniya so chuki ab maan jaa nahin sar phodta hoon chal mere bhai chal mere bhai tere haath jodta hoon haath jodta hoon tere paaon padta hoon chal mere bhai mujhko yaaro maaff karna main nashe mein hoon kyaa main nashe mein hoon jiska bada bhai ho sharabi chhota peeye to kya hai kharabi jiska bada bhai ho sharabi chhota peeye to kya hai kharabi bhala ya buraa tum hi samajhnaa tumpe faisla ye main chhodta hoon chal mere bhai chal mere bhai tere haath jodta hoon haath jodta hoon tere paaon padta hoon chal mere bhai
chal mere dil lehraa ke chal mausam bhi hai waada bhi hai uski gali ka faaslaa thoda bhi hai jyada bhi hai chal mere dil lehraa ke chal mausam bhi hai waada bhi hai chal mere dil main hoon raahi pyaar ka raahi meri manzil pyaar ki galiyaan main hoon raahi pyaar ka raahi meri manzil pyaar ki galiyaan dil mein basi hai husn ki soorat aankhon mein dildaar ki galiyaan aankhon mein dildaar ki galiyaan chal mere dil lehraa ke chal mausam bhi hai waada bhi hai uski gali ka faaslaa thoda bhi hai jyada bhi hai chal mere dil uss ki chaahat uss ki tamnna ho to ho bekaar ka sapna uss ki chaahat uss ki tamnna ho to ho bekaar ka sapna ghar se nikalna yaar se milna ye to karobaar hai apna ye to karobaar hai apna chal mere dil lehraa ke chal mausam bhi hai waada bhi hai uski gali ka faaslaa thoda bhi hai jyada bhi hai chal mere dil hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
naa ho mayoos tootengi kabhi zulmon ki zanjeeren ulat jaayengi tadbeeren badal jaayengi taqdeeren chal musafir teri manzil door hai to kya hua chal musafir teri manzil door hai to kya hua aaj tera paanv thak kar chhor hai to kya hua chal musafir chal ye dhuwaan ye dhundhali raahen ye andheron ki ghutan ye dhuwaan ye dhundhali raahen ye andheron ki ghutan inn andheron se hi lipti hai ujaale ki kiran wo kiran gar aaj tak be noor hai to kya hua chal musafir chal zindagi se jo naa haare wo sanwaare zindagi zindagi se jo naa haare wo sanwaare zindagi thokren kha kar hi banta aadmi hai aadmi aazmaaish ka yahi dastooor hai to kya hua chal musafir chal tere maathe ke paseene mein hai ganga ki lehar tere maathe ke paseene mein hai ganga ki lehar teri mehnat se zameen par swarg aayega utar karm yogi naam se majdoor hai to kya hua chal musafir teri manzil door hai to kya hua aaj tera paanv thak kar chhor hai to kya hua chal musafir chal
o hoooo oo tange waale oye ki gal hai kudiye chal prem nagar jaayega batalao taange waale prem nagar jaayega kyun prem nagar jaayega batalao taange waale mera taanga nahin hai khali o jhanjhar waali matwaali dilwaali bholi bhaali mera taanga nahin hai khali kisi aur se bol bithale chal prem nagar jaayega batlao taange waale mera taanga nahin hai khali kisi aur se bol bithale thoda tera bhaari wazan saamaan bhi jyada hai raste pe main baithi rahun kya tera yeh iraada hai arre thoda tera bhaari wazan saamaan bhi jyada hai raste pe main baithi rahun kya tera yeh iraada hai thak jaungi chalte chalte thak jaungi chalte chalte pad jayenge panv mein chhale chal prem nagar jaayega batla re taange waale hooo hoooo oooo jaaungi main tere hi saath warna mujhe jaana nahin mujhko teri meethi meethi baaton mein abb aana nahin arre jaungi main tere hi saath warna mujhe jaana nahin mujhko teri meethi meethi baaton mein abb aana nahin main toh hoon ek sawaari main toh hoon ek
chal re chal musaafir chalta chal chalta chal chal re chal musaafir chal jab tak saans chale jab tak saans chale chal re chal musaafir chal jab tak saans chale jab tak saans chale thokar to hai dulhan paon ki thokar to hai dulhan paon ki peer gadhi hai prem gaon ki kaante kankar paani patthar sab ko laga gale chal re chal musaafir chal jab tak saans chale jab tak saans chale pag ki pyaas pag ki pyaas bujha chhaalon se mat ghabra chubhne waalon se nahin sej par nahin mahel mein kaanton mein phool khile chal re chal musaafir chal jab tak saans chale jab tak saans chale chalna hi to re jeevan hai chalna hi to re jeevan hai ruk jaana to maut maran hai ruke na tab tak kadam na jab tak manzil tujhe mile chal re chal musaafir chal jab tak saans chale jab tak saans chale chal re chal musaafir chal jab tak saans chale jab tak saans chale
chal ree sajni ab kya soche chal ree sajni ab kya soche kajra na beh jaaye rote rote chal ree sajni ab kya soche baabul pachhtaye haathon ko mal ke kaahe diya pardes tukde ko dil ke baabul pachhtaye haathon ko mal ke kaahe diya pardes tukde ko dil ke aansoo liye soch raha door khada re chal ree sajni ab kya soche kajra na beh jaaye rote rote chal ree sajni ab kya soche mamta ka aanchal gudiyon ka kangna chhoti badi sakhiyan ghar gali angna mamta ka aanchal gudiyon ka kangna chhoti badi sakhiyan ghar gali angna chhoot gaya chhoot gaya chhoot gaya re chal ree sajni ab kya soche kajra na beh jaaye rote rote chal ree sajni ab kya soche dulhan ban ke gori khadi hai koi nahin apna kaisi ghadi hai dulhan ban ke gori khadi hai koi nahin apna kaisi ghadi hai koi yahaan koi wahaan koi kahan re chal ree sajni ab kya soche kajra na beh jaaye rote rote chal ree sajni ab kya soche
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chal Chal Mere Saathi Haathi Mere Saathi (1971) 06:05 20255
 
Poster of Haathi Mere Saathi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Raju (Elephant)
Duration : 06:05   Song Number : 20255   

Chal Chal Re Kathmandu Ram Bharose (1977) 05:51 36437
 
Poster of Ram Bharose (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ravinder Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Keshto Mukherji
Duration : 05:51   Song Number : 36437   

Chal Chal Re Musaafir Chal Pooja (1954) 03:08 37513
 
Poster of Pooja (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Purnima
Duration : 03:08   Song Number : 37513   

Chal Chal Re Naujawan Ek Phool Do Mali (1969) 05:42 40606
 
Poster of Ek Phool Do Mali (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sadhana, Sanjay Khan, David, Durga Khote
Duration : 05:42   Song Number : 40606   

Chal Chal Re Raahi Chal Re Holi Aaee Re (1970) 04:36 17648
 
Poster of Holi Aaee Re (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 04:36   Song Number : 17648   

Chal Chalen Aye Dil Jheel Ke Us Paar (1973) 03:52 20256
 
Poster of Jheel Ke Us Paar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:52   Song Number : 20256   

Chal Chameli Baagh Mein Krodhi (1981) 07:16 20257
 
Poster of Krodhi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sachin, Ranjeeta
Duration : 07:16   Song Number : 20257   

Chal Dariyaa Mein Prem Kahani (1975) 04:44 20258
 
Poster of Prem Kahani (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Duration : 04:44   Song Number : 20258   

Chal Diya Caravaan Laila Majnu (1953) 03:27 13582
 
Poster of Laila Majnu (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:27   Song Number : 13582   

Chal Diya Dil Mera Fifty Fifty (1956) 03:14 13246
 
Poster of Fifty Fifty (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:14   Song Number : 13246   

Chal Diye Banda Nawaaz Mr & Mrs 55 (1955) 04:21 13779
 
Poster of Mr & Mrs 55 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Madhu Bala
Duration : 04:21   Song Number : 13779   

Chal Diye De ke Ghum Son Of India (1962) 03:11 14279
 
Poster of Son Of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 03:11   Song Number : 14279   

Chal Jhoothi Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai (2000) 05:49 17950
 
Poster of Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Govinda, Rinki Khanna
Duration : 05:49   Song Number : 17950   

Chal Kahin Door Doosara Aadmi (1977) 07:12 13178
 
Poster of Doosara Aadmi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Rakhi, Shashi Kapoor
Duration : 07:12   Song Number : 13178   

Chal Mere Bhai Naseeb (1981) 06:52 18093
 
Poster of Naseeb (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rishi Kapoor
Duration : 06:52   Song Number : 18093   

Chal Mere Dil Lehra Ke Chal Ishaara (1964) 03:31 13380
 
Poster of Ishaara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Dilip Sen
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:31   Song Number : 13380   

Chal Musafir Ganga Ki Saugand (1978) 06:46 18218
 
Poster of Ganga Ki Saugand (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pran
Duration : 06:46   Song Number : 18218   

Chal Prem Nagar Jeet (1972) 05:41 12996
 
Poster of Jeet (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Babita
Duration : 05:41   Song Number : 12996   

Chal Re Chal Musaafir Chal Sati Naari (1965) 03:37 39250
 
Poster of Sati Naari (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shivram Krishan
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:37   Song Number : 39250   

Chal Ree Sajani Bombai Ka Babu (1960) 04:51 12132
 
Poster of Bombai Ka Babu (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:51   Song Number : 12132